Classification: Madani/Makki
Rukus: 1
Ayahs: 3
Subject: Fateh-e-Makkah
- Es surah mein Fateh-e-Makkah ki khushkhabri batayi gayi hai.
- Aor sath mein yeh bhi ke jab woh waqt aye to Allah ki tasbeeh-o-ibadat ki jaye.
- Dr. Israr ka khayal hai ke yeh Makki surah hai jo ke Surah Ishraq ke zamany me tasali di jaa rahi.
- Es surah mein Makkah ki fateh se pehle khushkhabri di ja rahi hai.
- Us waqt log foj dar foj Islam mein daakhil hojaye gy.
- Allah ki madad aor fateh nazar aajaye gi us waqt.
- Jab yeh hojaye to Allah ki tasbeeh, tareef aor ibadat ki jaye.
- Aor gunaho se maghrifat maangi jaye.
- Beshak Allah bohat mehrban aor maaf karne wala hai.