Classification: Makki Rukus: 2 Ayahs: 17 Subject: Allah ka samne pesh hona aor Quran ki shaan. Related Surah: 85. Surah Burooj
- Yeh surah tab nazul haui jab kaafir musalmaano ko harane ka liye har qisam k tareeqy istemal la rahe thy.
- Aasman ki.
- Raat m aany waly andhere ki (sitara).
- Tariq: chamakdaar sitara.
- Koi jaan esi ni jis par nighahbaan tainaat hai (qiraaman qaatibeen)
- Insan ko chahye k dekhy wo kis cheez se bna.
- Jis tarha ek bar banaya h yaqeenan dubara bhi wapas la sakta h uska khaaliq.
- Gawah h aasman aor zameen.
- Quran fesla kun qoal hai.
- Yeh koi mazak wali awain kitab nai.
- Kaafiron ko muhlat de di hai.
- Wo apni chalein chal rahe, Allah apni.