Skip to content

Latest commit

 

History

History
27 lines (20 loc) · 933 Bytes

81_Surah_Taqwir.md

File metadata and controls

27 lines (20 loc) · 933 Bytes

Number 81: Surah Taqwir

Classification: Makki Rukus: 1 Ayahs: 29 Subject: Qayyamat aor Risalat Related Surah: 82. Surah Infitar Surah Group: 82. Surah Infitar, 83. Surah Mutaffifin and 84. Surah Inshiqaq

‌Qayyamat pesh hony se pehle k halaat

  1. Qayyamat k din k pesh hony k halaat batay gaye hain.
  2. Sab ko apne amaalon ka pata lag jaye ga.

‌Huzoor ﷺ ki Jibraeel Ameen k dekhne ki daleel

  1. Sitaro, rat aor subha ki qasmein k Quran ek qoal hai (wahi).
  2. Jo k ek buzrigh aor taqat waley peghambar (Jibraeel Ameen) k zariye utara gaya hai.
  3. Aor yeh k Aap ﷺ deewana nai hain.
  4. Aap ﷺ ne unko waqai dekha hai.

Quran ki shaan

  1. Aor yeh Quran shaitan ka qol nai.
  2. ‌Aor na e kc shair ka.
  3. ‌Quran to ek yaad dihani wala kitab hai.
  4. Jis se wo faida uthae ga jo seedhy rah par chalna chahta ho.