Classification: Makki Rukus: 1 Ayahs: 36 Subject: Qayyamat Related Surah: 84. Surah Inshiqaq Surah Group: 81. Surah Taqwir, 82. Surah Infitar and 84. Surah Inshiqaq
- Yeh surah us time naazul hui jab Quran qayyamat aor aakhrat k kayi surah nazil kar chuka tha.
- Uske baad kafir musalmano ka mazak uraya karte thy har jagha.
- Mutaffifin: Wo log jo kam tol karte hain.
- Wail: Jahanam ki badtareen wadi. Tabahi h unky liye jo tol m kami daalty hn.
- Sijjeeen: Ek jail khana. Kafiro ka amaal nama idher hoga.
- Iliyeen: Imaan walo ka amal nama idher hoga.
- Kafir aakhrat ko jutlaty es wajha se hn k wo usko face nai karna chahty.
- Aor inko jab Allah ki ayatein sunain jati hn to kehty hn to maazi ki batein hn.
- Inky dilo par zangg lag chuka hai.
- Quran ki tilawat aor moat ka khayal e dil ka zangg khatam krta hai.
- Inn (kaafir) logo ko Allah ka deedar naseeb nai hoga. medan e hashar m.
- Emaan walo k Allah ka deedar medan hashar m hoga jis se unke qyamat waly marhale asaan hojaengy.
- Yaqeenan neqooqar nemato m hongy.
- Asal mein to aakhrat kamany k liye competition hona chahye. Asal cheez wohi hai.
- Imaan walo ko dekh kar hasty thy yeh log.
- Imaan waly log qayyamat k din hanse gy.